Subah-subah, jo samaa hai
ho bayaa, shabdoan mein kaise!
udd rahe hain, kal ke jugnu
timtimaata aasmaa hai!
- Woh toh jaane, ab savera
Hum hi jaane, kya naya hai !
Raat ki woh oas chakhke
soche ab, ghar ko chalen chal!
jaane na, kya hai wajah
suraj bhi chhat pe tunn pada hai!
- Woh toh jaane, ab savera
Hum hi jaane, kya naya hai !
ho bayaa, shabdoan mein kaise!
udd rahe hain, kal ke jugnu
timtimaata aasmaa hai!
- Woh toh jaane, ab savera
Hum hi jaane, kya naya hai !
Raat ki woh oas chakhke
soche ab, ghar ko chalen chal!
jaane na, kya hai wajah
suraj bhi chhat pe tunn pada hai!
- Woh toh jaane, ab savera
Hum hi jaane, kya naya hai !
Chadte Din Mein Rang Hain...Tere Rang Se,
ReplyDeleteSaaton Adaayain Dhanak Ki Tang Hain...Tere Rang Se! :)
Great going Shubham! You never seize to amaze us. First music and now poetry! You truly are talented and multi-faceted. A sign of a great artist! Keep it up!
God bless!
Mona